Ek Grahak Dukan Par Shart Lene Gaya Grahak: Shart Dikhao Dukandar: Ye Lijiye Shandar Peter England Ka Shandar Shart Grahak: Kitne Ka Hai? Dukandar: Matra ₹3500/ Ka Grahak: Bhaiya Aapke Paas Peter Faizabad Peter Ilahabad Ya Peter Barabanki Ka Shart Nahin Hai Kya?